in

Har taraf samundar hai kinara kyon nahin milta,

Har taraf samundar hai kinara kyon nahin milta,
Mere Maula bata mujhko sahara kyon nahi milta.
Mujhe is sheher main din bhar hazaaron log milte hain,
Jisse main dhoondhne nikla wohpyara kyon nahin milta.
Jisse chaha, jisse pooja, jisse socha, jisse likha,
Mere Maula mera us se sitara kyon nahin milta.

Dil ka dard chupana kitna mushkil hay

Badi kosis ke baad maine use bhula diya