in

Dil aaj bhi dhadakta hai

Dil aaj bhi dhadakta hai……tere naam se
Yaad aata hai wo pal tanhai mein,
jab lagaya tha gale tumne………. pyar se
Tamanna hai ki wapas aa jao zindagi mein
Aur laga lo gale mujhe…. phir usi andaz se

Badnaseebi ka daaman

Unse pyar karne ka ye kaisa sila mila