in

Tum jao hum se door

Tum jao hum se door

 tu ek kaam kar jana

 kuch pal apne hamare naam kar jana

 Agar aa jaey maut hamen tere aane se pehly

 tu aa kar mere jinaze ka ehtaram kar jana

 Na rona is qadar k takleef ho hamen

 maut ko bhi mazaq samj kar anjan ban jana

 Main ek din so jaon ge sada k liye

 phir muje bewafa keh k badnaam kar jana

 Jo guzro meri qabar se tu nazren na pherna

 mehman he ban k dua salam kar jana

Ek din rutba hum b dikhaynge

Ehsaan kiya unhone mujhe pyar sikha kar