in

Shama jalati hai parawane chale aate hai

Shama jalati hai parawane chale aate hai,
Sar ke bal ishq ke diwane chale aate hai,
ab to aa jao meri jaan,ke janaja uthane ko hai,
log to gairo ko bhi dafanane chale aate hai.