in

Aapko Bhul jana umar gujarne ki baat hai

Aapko Bhul jana umar gujarne ki baat hai
Aapko na ho yakin yeh aur baat hai
Jab tak rahegi saans rahoge yaad hame
Yeh saans hi toot jaye to aur baat hai..

kuch jalta hi rehta hai..

Yaadon ne paas aakar kuch yun gunguna diya