in ,

ye baat aur hai agar zindagi wafa na kare..

Wo dil kya jo milneki dua na kare,
tujhe bhulkar jiyun khuda na kare,
rahegi teri dosti meri zindagi bankar,
ye baat aur hai agar zindagi wafa na kare..

hum apne per guroor nahi karte, kisiko pyar karne ke liye majboor nahi karte, magar jise dil mein ek baar basa le fir marte dum tak use dil se door nahi karte

Lekin tujhpar mar mitne ka khwab hai…