in

Aanken band kar bhi

Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.

Ek Naam Kya Likha Tera Saahil Ki Rait Par

Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai