Mere izhaar karne par

Beautiful romantic shayari in hindi for girlfriend

मेरे इज़हार करने पर कुछ यूँ हा कहा उसने, बात करते करते मेरी माँ को माँ कहा उसने. Mere izhaar karne par kuch yun haa kaha usne Baat karte karte meri maa ko maa kaha usne.

Na jannat mein na khayalo mein

Latest romantic shayari on aankhe for girlfriend

ना जन्नत में, ना ख्यालों में, ना ही किसी खजाने में. सुकून दिल को मिलता है हमें तुमसे नजरें मिलाने में.!! Na jannat mein na khayalo mein Naa hi kisi khazane mein Sukoon dil ko milta hai Hume tumse nazare milane mein.