Chhu jaate ho mujhe kitni dafa tum
छू जाते हो मुझे कितनी दफा तुम यूँ ही ख्वाब बनके कौन कहता है की दूर रहकर मुलाकात नहीं होती ❤ Chhu jaate ho mujhe Kitni dafa tum yun hi khwab banke Kaun kehta hai ki Dur rahkar mulakat nahi hoti
छू जाते हो मुझे कितनी दफा तुम यूँ ही ख्वाब बनके कौन कहता है की दूर रहकर मुलाकात नहीं होती ❤ Chhu jaate ho mujhe Kitni dafa tum yun hi khwab banke Kaun kehta hai ki Dur rahkar mulakat nahi hoti
मोहब्बत कुछ अलग सी है हमारी, तुम ख्वाबों में नहीं, दुआओं में रहते हो. Mohobbat kuch alag si hai hamari Tum khwabo mein nahi, Duao mein rehte ho.
तुम हक़ीकत नहीं हो हसरत हो, जो मिले ख़्वाब में वही दौलत हो, किस लिए देखती हो आईना, तुम तो खुदा से भी ज्यादा खूबसूरत हो। Tum haqiqat nahi hasart ho, Jo mile khwab mein vahi daulat ho, Kis liye dekhti ho aaina, tum to khuda se bhi jyada khubsurat ho.