इश्क़ की बीमारी (The Infestation of Love)
मुझे हुई है इश्क़ की बीमारीसुबह शाम बस जरूरत तुम्हारी Mujhe hui hai ishq ki bimari Subah shaam bus zaroorat tumhari
मुझे हुई है इश्क़ की बीमारीसुबह शाम बस जरूरत तुम्हारी Mujhe hui hai ishq ki bimari Subah shaam bus zaroorat tumhari
इश्क तो हमेशा से खूबसूरत है दाग तो उसमें ख्वाइशें लगाती हैं Ishq to humesha se khubsoorat hai Daag to usme khwaaishe lagati hai
कितने दिन गुजर गये और तुमने याद तक ना किया मुझे नहीं पता था की इश्क़ में भी छुट्टीयां होती है Kitne din guzar gaye aur Tumne yaad tak naa kiya Mujhe nahi pata tha Ishq mein bhi chhutiya hoti hai
ब्याज भरती हैं उम्र भर आँखें इश्क़ ऐसा उधार होता है Byaj bharti hai umrah bhar aankhe Ishq aisa udhar hota hai
बिना जिस्म को छुए कोई रूह से लिपट जाए वही इश्क है Bina jism ko chhye Koi rooh se lipat jaaye wahi ishq hai
इश्क़ हो या दोस्ती भरोसा पहली ज़रुरत होती है Ishq ho ya dosti Bharosa pehli zaroorat hoti hai
किसी रोज तो मुकम्मल होगी अपनी भी दास्तान ये जरूरी तो नही कि हर इश्क़ अधूरा रह जाये Kisi roz to mukammal hogi apni bhi daastan Ye zaroori to nahi ki har ishq adhura rah jaaye
ठहर जाते तो शायद मिल जाते हम तुम्हें इश्क में इंतजार किया करते हैं जल्दबाजी नहीं Thahar jaate to shayad mil jaate hum tumhe Ishq me intezaar kiya karte hai jaldbaazi nahi
Wo ishq hi kya Jo chehre se ho Mazaa to tab hai jab Ishq kisi ki baaton se ho वो इश्क़ ही क्या जो चेहरे से हो मज़ा तो तब है जब इश्क़ किसी की बातों से हो
किसी रोज तो मुकम्मल होगी अपनी भी दास्तान ये जरूरी तो नही कि हर इश्क़ अधूरा रह जाये Kisi roz to mukammal hogi Apni bhi dastaan Ye zaroori to nahi ki har ishq Adhura rah jaaye
जो उम्र भर ना मिल सके उसे उम्र भर चाहना इश्क है Jo umrah bhar na mil sake Use umrah bhar chahna ishq hai
Dosti hai, ishq hai Ya kuch aur nahi Par jo tumse hai Wo kisi aur se nahi