Aankhon mein aansu aa jaate hai
Aankhon mein aansu aa jaate hai,Phir bhi labon par hasi rakhni padti hai,Yeh Mohabbat bhi kya cheez hai yaaron,Jiss se karo ussi se chupani padti hai…
Aankhon mein aansu aa jaate hai,Phir bhi labon par hasi rakhni padti hai,Yeh Mohabbat bhi kya cheez hai yaaron,Jiss se karo ussi se chupani padti hai…
Humari Qabar Par Tum Aa Jana Muh-Se Na Sahi Aankho-Se Kuch Keh Jaana Koi Gila Shikwa Na Karenge Hum Chahe Phulo Ki Jagah Kaante Chadha Jana.
Lakshmi ka Hath ho Saraswati ka Sath ho Ganesh ka niwas ho aur maa durga ke ashirwad se Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho… HAPPY NAVRATRI
Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main, seh liye sitam teri judaai me, ab-to yeh faryaad hai khudha se, koi aur na tadpe—-teri bewafaai main…
Ujdi Hui Duniya Ko Tu Abad Na Kar. Bite Huye Lamho Ko Tu Yaad Na Kar. 1 Qaid Parinde Ka Hai Tumse Yahi Kehna “Mein Bhul Chuka Hu Udna Mujhe Aazad Na Kar”..
Jab Yaad Tumhari Aati Hai, Dil Khun Ke Aansu Rota Hai, Yeh Dard Denewala Kya Jane, Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai.
हुत तमन्ना थी, प्यार में आशियाना बनाने की बना चुके तो लग गयी नजर ज़माने की उसी का क़र्ज़ हैं जो आज हैं आँखों में आंशू सजा मिली हैं हमें मुस्कुराने की .
याद नहीं क्या क्या देखना था सारे मंज़र भूल गए उसकी गलियों से जब लौटे अपना भी घर भूल गए
“महफ़िल,मुकाम,रास्ते और गम उदास हैं ,खुद में जो जब्त हैं सभी मौसम उदास हैं ,किस-किस से पूछियेगा बेहल सवाल ये , सब ही उदास हैं या फ़क़त हम उदास हैं
Naa jane kab aasmaam se sitaare toot jaye Naa jane kab in ankhon se aanso chut jaye Kar lo do pal pyaar ke baatien Na jane kab jism se jaan chut jaye
तुं नज़रके सामने नहीं फिरभी तेरी तस्वीर दिखाई देती हैअब नही मौतका डर मुज़ेह मौतमे जिंदगी दिखाई देती है.
Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay Jisko Chaha Jata Hay Zarori Ye Nahi Hota K Usko Pa Liya Jaey Kabhi Us K Bicharne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti Zara Si Dair Pahle To Yehi Ehsaas Hota Hay K Koi Ji Nahi Sakta Maggar Phir Rafta Rafta Hi Haqiqat Khul Ti Jati … Read more
Betab Se Rehte He Teri Yad Me Aksar Rat Bhar Nhi Sote Teri Yad Me Aksar Jism Me Dard Ka Bahana Sa Bana K Hum Toot K Rote He Teri Yad Me Aksr
Kisi ko mil jaati hain rangeen baharein, Kisi ko chaman bhi nahi milta… Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal, Kisi ko kafan bhinahi milta….
Kuch Khushi k saye me or kuch Ghamo k Sath Sath, Zindgi kat hi gayi hai uljhano k Sath Sath, Aj tak uski thakan se dukh raha hai ye Badan, Ek safar mene kiya tha khuwahisho k Sath Sath, Kis tarha khaya hai dhoka kya bataon me tumhein, Doston k Mashwaray thay Sazishon k Sath … Read more
Kuch log bohat yaad aate hain Jo dil mein rehte hain Wo log jo mere apne thE Kyun haste haste roth gaye Tadpate hain Siskate hain Kuch log bohat yaad aate hain Ek roz youn he sham dhale Bus Tanha Tanha behte the Tab chand mujhe uljha sa laga Dard mein mujh se aa ker … Read more
Ban jau Agar Tum Sa Kesa Lagega Her PAL Rahu Tumse Khafa Kesa Lagega Khud Se B Zyada Ho Yaqin Tume Kisi Par Agr Wahi De jaye Daga Kesa Lgega????
Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay Hamain Hasrat Say Bas Dekha Gaya Hay Kisi Ko Khud Say Barh Kar Chahnay Ka Muhabbat Nam Q Rakkha Gaya Hay Woh Kal Hoga Jahan Ki Thokroun May Abhi Barh Kar Jisay Chooma Gaya Hay Yahan Jis Nay Bhi Ahcay Sher Likhay Usi Ka R aasta Rokha Gaya Hay … Read more
Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum !!
din beet jaate hain suhaani yaade bankar, baatein reh jaati hai kahani bankar, par kuch log hamesha dil ke kareeb rahenge, kabhi muskaan to kabhi aankhon ka paani bankar