होम › Bewafa Shayari › Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay

Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay

· · ♡ 28 views ·
Advertisement

Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay Hamain Hasrat Say Bas Dekha Gaya Hay Kisi Ko Khud Say Barh Kar Chahnay Ka Muhabbat Nam Q Rakkha Gaya Hay Woh Kal Hoga Jahan Ki Thokroun May Abhi Barh Kar Jisay Chooma Gaya Hay Yahan Jis Nay Bhi Ahcay Sher Likhay Usi Ka R aasta Rokha Gaya Hay Mere Zakhmoun Say Andaza Laga Lo K Mujhay Ko Kis Qadar “CHAHA GAYA HAY…:(((

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें