Zindgi per kitab likhunga…
Zindgi per kitab likhunga… Us mai sarey hisab likhunga…. Pyar ko waqt guzari lik kar….. Chahton ko azaab likhunga.. , Hui barbad m0habbat kaisey…. Kaisey bikhry hain khuwab likhunga…. . Apni khwahish ka tazkra kar k…. Naam tera jawab likhunga…. Teri ankhain sharab ki manind….. Tera chehra gulaab likhunga…. Mai tuj se judai ka sabab…. … Read more