Har taraf samundar hai kinara kyon nahin milta,

Har taraf samundar hai kinara kyon nahin milta, Mere Maula bata mujhko sahara kyon nahi milta. Mujhe is sheher main din bhar hazaaron log milte hain, Jisse main dhoondhne nikla wohpyara kyon nahin milta. Jisse chaha, jisse pooja, jisse socha, jisse likha, Mere Maula mera us se sitara kyon nahin milta.

Gamon Ka Dour Jari Hai,

Gamon Ka Dour Jari Hai,Aaj Ki Raat Badi Bhari Hai,Yahan Dilon Ka Tutna Koi Nayi Baat Nahi,Aaj Meri To Kal Kisi Or Ki Bari Hai.

Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete

Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya DeteSawaal Saare Galat The Ham Jawaab Kya DeteWo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar SakeFir Unke Hath Me Zindagi Ki PuriKitaab Kya Dete.

Dosti jaan se pyari ho

Dosti jaan se pyari ho,Sine me har pal yaad tumhari ho,dekhkar jal jaye Zamana,dosti aisi hamari ho kiKhuda jaan tumari mange or maut humhari ho.

Tumse dur jane ka irada na tha

Tumse dur jane ka irada na tha , sada sath rehne ka bhi vaada na tha, Tum yaad na kroge ye jante the hum, Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha.

Na zindagi mili na wafa mili

Na zindagi mili na wafa mili,na jaane kyun har khushi hamse khafa mili,jhuti muskaan liye apne gum chupate rahe,sachi dosti karne ki bhi kya khoob sajha mili.

Apne to Apne hote hain

Guzre beete lamho ki saari baatein tarpati hain,Dil ki surkh deewaro pe bas yaadain hi reh jaati hain,Baaki sab sapne hote hain,Apne to Apne hote hain