होम › Romantic Shayari › Nakaam si koshish kiya karte hain

Nakaam si koshish kiya karte hain

· · ♡ 126 views
Advertisement

Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse ulfat kiya karte hain,
Kudrat ne takdeer mein ek tuta tara nahi likha,
Aur ek hum hain ki chand ki aarzu kiya karte hain. !!

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें