होम › Bewafa Shayari › Badi kosis ke baad maine use bhula diya

Badi kosis ke baad maine use bhula diya

· · ♡ 130 views ·
Advertisement

Badi kosis ke baad maine use bhula diya..
Uski yaadon ko dil se mita diya…
Phir ek din uska paigam aaya..
Likha tha…mujhe bhool jao..
Aur mujhe bhoola hua har lamha yaad dila diya…

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें