Kehte hain chhodne wale chhod jaate hain
Kehte hain chhodne wale chhod jaate hain, मुक़ाम koi bhi ho, Nibhane waale nibha jaate hain, हालात kaise bhi ho !
Kehte hain chhodne wale chhod jaate hain, मुक़ाम koi bhi ho, Nibhane waale nibha jaate hain, हालात kaise bhi ho !
Pura haq hai tera mujh par tu sab jataya kar Mein kuch bhi na puchu fir bhi mujhe sab bataya kar
ना निकाह है, ना फेरे हैं बस एहसासों से हम तेरे है Na nikaah hai na fere hai Bus ehsaaso se hum tere hai
ब्याज भरती हैं उम्र भर आँखें इश्क़ ऐसा उधार होता है Byaj bharti hai umrah bhar aankhe Ishq aisa udhar hota hai
ना किसी का दिल चाहिए ना किसी की जान चाहिए जो समझ सके मुझे बस वो एक इंसान चाहिए Na kisi ka dil chahiye Na kisi ki jaan chahiye Jo samaj sake mujhe Bus vo ek Insaan chahiye
पता है सुकून क्या है तुम्हे एक झलक देखना Pata hai sukoon kya hai Tumhe ek jhalak dekhna
लबों तक आकर भी जुबां पर न आए मोहब्बत में सब्र का वो मुकाम हो तुम Labon tak aakar bhi juba par na aaye Muhobbat me sabra ka vo mukam ho tum
मेरा भी अरमान है एक चाय तुम्हारे साथ हो जाये आँखो ही आँखो मे दिन कटे सुबह से शाम हो जाये Mera bhi armaan hai Ek chai tumhare saath ho jaaye Aankho hi aankho mein din kate Subah se shaam ho jaaye
बिना जिस्म को छुए कोई रूह से लिपट जाए वही इश्क है Bina jism ko chhye Koi rooh se lipat jaaye wahi ishq hai
इश्क़ हो या दोस्ती भरोसा पहली ज़रुरत होती है Ishq ho ya dosti Bharosa pehli zaroorat hoti hai
अकेले वारिस हो तुम मेरी बेशुमार चाहतो के Akele waaris ho tum Meri besumaar chahato ke
सिर्फ हाथ को पकड़ना जरुरी नहीं होता उस हाथ को हमेशा थामे रखना जरुरी होता हैं Sirf haath ko pakadna zaroori nahi hota Us haath ko hamesha Thaame rakhna zaroori hota hai
ख़ुदा करे सलामत रहें दोनों एक तुम दूसरा मुस्कुराना तुम्हारा Khuda kare salamat rahe dono Ek tum dusra muskurana tumhara
तुम्हें देखू या तुमसे बात करूं मुश्किल में हु केसे शुरुआत करूं Tumhe dekhu ya tumse baat karu Mushkil me hu kaise shuruaat karu
किसी रोज तो मुकम्मल होगी अपनी भी दास्तान ये जरूरी तो नही कि हर इश्क़ अधूरा रह जाये Kisi roz to mukammal hogi apni bhi daastan Ye zaroori to nahi ki har ishq adhura rah jaaye
गुरुर लाज़मी है उनका मोहब्बत जो मेरी बेमिसाल थी Guroor laazmi hai unka Mohobbat jo meri bemisaal thi