Sam
Mere Dil Ka Kaha Maano
Please like and share best Romantic shayari for girl friend in hindi and english. मेरे दिल का कहा मानो एक काम कर दो, एक बेनाम सी मोहब्बत मेरे नाम कर दो, मेरे ऊपर एक छोटा सा एहसान कर दो, एक दिन सुबह को मिलो और शाम कर दो। Mere Dil Ka Kaha Maano Ek Kaam … Read more
Best Hindi Love Shayari and Romantic Shayari Read in Hindi
Beautiful romantic shayari for your girlfriend & boyfriend. These Best Hindi Love Shayari and Romantic Shayari can make your love stronger. हम अपने इख़्तियार की हद से गुजर गए, चाहा तुम्हें तो प्यार की हद से गुजर गए, जागी है अपने दिल में गुलाबों की आरज़ू, जब मौसम-ए-बहार की हद से गुजर गए चुपके … Read more
Ishq to humesha se khubsoorat hai
इश्क तो हमेशा से खूबसूरत है दाग तो उसमें ख्वाइशें लगाती हैं Ishq to humesha se khubsoorat hai Daag to usme khwaaishe lagati hai
Kisi ko chahna aakarshan ho sakta hai
किसी को चाहना आकर्षण हो सकता है पर उसी को चाहते रहना अवश्य ही प्रेम है Kisi ko chahna aakarshan ho sakta hai Par usi ko chaahte rahna avasya hi prem hai
Mera chhand mujhe aaya hai nazar
मेरा चांद मुझे आया है नज़र ऐ रात जरा थम थम के गुजर Mera chhand mujhe aaya hai nazar Aye raat zara tham ke guzar
Badle hazaar mausam
बदले हज़ार मौसम रिश्ते नहीं बदलते दिल में रहने वाले कभी दिल से नहीं निकलते Badle hazaar mausam riste nahi badlate Dil mein rahne wale Kabhi dil se nahi nikalte
Kitne din guzar gaye aur
कितने दिन गुजर गये और तुमने याद तक ना किया मुझे नहीं पता था की इश्क़ में भी छुट्टीयां होती है Kitne din guzar gaye aur Tumne yaad tak naa kiya Mujhe nahi pata tha Ishq mein bhi chhutiya hoti hai
Premi ne chhupa liya prem
प्रेमी ने छुपा लिया प्रेम, नहीं छुपा सका ‘फ़िक्र’ Premi ne chhupa liya prem Nahi chhupa saka fikra
Ek duje ki muskurahato mein
एक दूजे की मुस्कुराहटों में रहते हैं और कहीं अब ठिकाना नहीं हमारा Ek duje ki muskurahato mein rehte hai Aur kahi ab thikana nahi hamara
Shri krishna kehte hai
श्रीकृष्ण कहते है प्रेम का अर्थ किसी को पाना नहीं किसी में खो जाना है Shri krishna kehte hai Prem ka arth kisi ko paana nahi Kisi mein kho jana hai
Jikra jab koi zindagi ka kare
जिक्र जब कोई जिन्दगी का करे हम तसव्वुर में सिर्फ तुम्हें लाते हैं Jikra jab koi zindagi ka kare Hum tassavur mein sirf tumhe laate hai
Ab iss khushi ka hisaab kaise ho
अब इस खुशी का हिसाब कैसे हो आज उसने पूछा जनाब कैसे हो Ab iss khushi ka hisaab kaise ho Aaj usne pucha janaab kaise ho
Na jaane kab ye kisse aam ho gaye
न जाने कब ये किस्से आम हो गए हम उन्हे देखते रहे और बदनाम हो गए Na jaane kab ye kisse aam ho gaye Hum unhe dekhte rah gaye aur badnaam ho gaye
Zindagi badalne ke liye ladna padta hai
ज़िन्दगी बदलने के लिए लड़ना पड़ता है और आसान करने के लिए समझना पड़ता है Zindagi badalne ke liye Ladna padta hai Aur aasaan karne ke liye Samajna padta hai
Muskoorana aadat hai hamari
मुस्कुराना आदत है हमारी वरना जिंदगी तो हमसे भी नाराज है! Muskoorana aadat hai hamari Warna zindagi to humse bhi naaraz hai
Insaan kitna bhi ameer kyun na ho jaaye
इंसान कितना भी अमीर क्यू ना हो जाए तकलीफ़ बेच नहीं सकता और सुकून खरीद नहीं सकता Insaan kitna bhi ameer kyun na ho jaaye Taqleef bech nahi sakta Aur sukoon kharid nahi sakta
Zindagi to sasti hai
जिन्दगी तो सस्ती है गुजरने के तरीके ही महंगे हैं Zindagi to sasti hai Gujarne ke tareeke mehnge hai
Lamhe kuch pal ke ho
लम्हे कुछ पल के हो पर याद उम्र भर की होती हैं Lamhe kuch pal ke ho Par yaad umrah bhar ki hoti hai
Waada Karo 2023 Mein Bhi
वादा करो 2023 में भी मेरे साथ वक्त बर्बाद करोगे 😊 Waada Karo 2023 Mein Bhi Mere Saath Waqt Barbaad Karoge