Hindi shayari sms for girlfriend
सादगी से सुन्दर सूरत हैं तेरी ! दिल में जो समाई वो मूरत हैं तेरी !! डूब के जिसमे खो जाता हूँ अक्सर ! ये आँखे भी बहुत खुबसूरत हैं तेरी !!
सादगी से सुन्दर सूरत हैं तेरी ! दिल में जो समाई वो मूरत हैं तेरी !! डूब के जिसमे खो जाता हूँ अक्सर ! ये आँखे भी बहुत खुबसूरत हैं तेरी !!
Ishq Mein Mere Rabba Naa Jane Mein Kiya Kar jata, Tujhse PyaaR na Karta TO shayad Mein Maar Jata.
Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota Hai Aankhon Main Chhalakta Jaam Hota Hai Talwarron Ki Zarurat Wahan Kaisay Jahaan Nazro Se Qatl-E-Aam Hota Hai
Ummid Ke Diye Jalte Rahenge Aankhon Se Ashq Bhi Nikalte Rahenge Tum Shama Ban Kar Dil Mai Roshni To Karo Hum Mombatti Ban Kar Unhi Pighal-Te Rahenge..
Aik Aam Adhoori Khuwahish Hai, Meri Roshan Roshan Subho’n Ko. Teri Chahat Ki Har Shaam Mile, Mere Naam Ko Tera Naam Mile.
Pyaar Karna Tumne Sikhaya, Pyaar Pe Yakeen Karna Tumne Sikhaya, Sapne Sajana Tumne Sikhaya, Bas Tumhare Bina Jeena Nahi Sikhaya…
jaise shayar ke sath khayal khota hai, kash saath tere main aise ho jua… nikal sake na dil se tu bhi, dil main tere aise kho jau..
Jis ne Teri Ankh ki sharart nahi Dekhi… Woh lakh kahein per unhone Mohabbat nahi Dekhi.
Zindgi Ka Pehla Pyar Kaun Bhulta Hai Ye Pehli Bar Hota Hai Jab Koi Kisi Ko Khud Se Badhkar Chahta Hai, Uski Pasand Uski Khwahish Me Khud Ko Bhul Jata Hai Akele Me Uska Naam Likh Likh Kar Muskurata Hai Baat Karne Se Pehle Sochta Hai Kya Kehna Hai Baat Hone Ke Baad Phir Kuch Kehna … Read more
Apna Humsafar Bana Le Mujhe, Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe.! Ye Raat ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega, Tu Aa Ja mere Sapno Me Ya Bula Le Mjhe..!
Har saam kah jati hai ek khani, har subah le aati hai nayi khani, raste toh badalte hai har din, lekin manzil reh jati hai wo hi purani.
Tum ho to sub silsily achay lagte hain Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain Bohot door tak jana magar loot aana Mujhe “Tum say tumhi tak ke fasly ache lagte hain…♥
Us Ne Hum Se Pucha Teri Raza Kya Hai Kyun Karte Ho Mohabbat Wajah Kya Hai Kaise Batau’n Use Meri Khata Kya Hai Jo Wajah Se Kare Mohabbat Usme Maza Kya Hai..
Mujhe Ab Farq Nahi Padta December Beet Janay Say…..!!! Udaasi Meri Fitrat Hai, Issay Mausam Se Kiya Matlb…..!!!
Har yado me usiki yaad rehti hai Meri ankho ko usiki talash rehti hai kuch tum bhi dua karo yaro suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai
teri har ada mohabbat si lagti hai ek pal ki judai mudat si lagti hai pehle nahi tha socha ab sochte hain zindagi ke har lamhen me, teri zarurat si lagti hai…
Teri Aankhon Ki, Namkeen Mastiyaan. Teri Hansi Ki, Beparwaah Gustakhiyaan. Teri Zulfon Ki, Lehraati Angdaiyaan. Nahi Bhoolunga Main. Jab Tak Hai Jaan !!! Jab Tak Hai Jaan !!!
Tune muje puri tarha thukraya nahi hai. Tu bhul gai muje tere dilne bhulaya nahi hai. Jab bhi ji chahe chali aana, Dilme abtak kisi aur ko basaya nahi hai.
khafa bhi rahte he waffa bhi karte he. apne pyar ko woh byan bhi karte he. najane kaisi narazgi he unki humse. hume khona bhi chahte he, aur pane ki dua bhi karte he.
Kaise kahe tum ko tumhare bin adhurey hai na koi pyas hai baki na koi dard uthta hai magar EHSAS hay baki…Miss you