Kaghaz pe nahi likhte
Kaghaz pe nahi likhte, kuch RAAZ muhabbat ke Pal bhar me bikhar jate hain, alfaz muhabbat ke
Kaghaz pe nahi likhte, kuch RAAZ muhabbat ke Pal bhar me bikhar jate hain, alfaz muhabbat ke
Dhadkan bina dil ka matlab hi kya roshani bina diye ka matlab hi kya kyu kehte hai log ki mohabbat na kar dard milta hai wo kya jane ki dard bina mohabbat ka matlab hi kya…
Do Pal Ki Ish Zindagi Mein, Khuda Se Bas Manga Hai Tumhein, Duniya Ki Ish Bheed Mein, Kya Khuda Kabhi Milayega Humein…
Main Chahta Hi Na Tha Use Lajawab Karna Warna Jawab Mere Paas Us Ke Har Sawal Ka Tha Uski Jeet Se Hoti Thi Khushi Mujhko Yahi Jawab Mere Paas Apni Haar Ka Tha !!
Sapane Hai Aankho Me Magar Nind Kahi Aur He Dil To He Jism Me Magar Dhadkan Kahi Aur He Kese Bya Kare Apna Hal-e-Dil Aap Ko? Jee To Rahe He Magar Zindgi Kahi Aur He.
Sulagti sakht baaton se, Bade be dard haaton se, Lo dekho haar di tum pe, Mohabbat maar di tum ne…
Mohabbat waqt ke be-rehm toofan se nahin darti Usay kehna bicharnay se Mohabbat to nahi marti..!!
Jin Shaamon Main Tujhe Bhoolna Chahain….. Wohi Raatain Azaab Hoti Hain….. Apni Yaadon Ke Silsilay Roko…. Meri Neendain Kharab Hoti Hain..!!
Khusiyan kisi ki mohtaz nahi hoti, Dosti yunhi itifaq nahi hoti, Kuch to myne honge is pal ke, Warna yunhi apse mulaqat nahi hoti.
Wo Mohabbato’n ke Saude Bhi Ajeeb Karta Hai. Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai.
Ghunghat Na Uthao Husn Se Tum, Kahin Qayamat Na Ho Jaaye, Tumhe Dekh Kar Wo Chand Bhi Aye Haseen, Kahin Zameen Par Na Utar Aaye…♥
Bas Aik mafi,Hamari Tauba.. Kabhi jo Hum Sataen tumko.. Lo Hath jode…Lo Kaan pakde.. Ab or Kaise Manaen Tumko..
Jis tarah log khasare mein bohat sochtay hein! Aaj kal hum tere baray mein bohat sochtay hein..
Koi mere dil ki dastan nahi.. Haar zakhm bhar jaye ishq me aesi koi dava nahi. Nasha to itna ho giya he ki.. Bottal to dikh ti he par usme sharaab nahi.
રોન તો અમારી સાચી જ હતી પણ તમે ત્રણ એક્કા લઈને બેઠા હતા,, લૂટાઈ ગયા અમે તો સાચી રોન હોવા છતાય,, ખોલ અમે પણ ના આપી અને તમે તો ક્યા આપવાના જ હતા..!!!
Usey keh do k wo kisi or se ”mohabbat” ka na sochy,,, Ek main hi kaafi hoon Usey umar bhar chahny k liye….♥
Labon Se tOot Gaye Guftagu kay Sab Rishtey, Woh Dekhti Hai tOu Bas Dekhta Hi Rahta Hoon.
Muhabbat Mujhe Tum Se Nahi… Terey Kirdaar Sey Hai Warna Haseen Log To Bazar Me Aam Mila Kerte Hain..
Wohi mehsoos karty hein saza dard-e-Mohabbat ki Jo apni Zaat sey barh kar kisi sey Pyar kartey hain ♥
Apni bebasi par aaj rona sa aaya Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya Har dost ki tanhaayi door ki Lekin khud ko har morh par tanha hi paya..!!