Gujarati shayari on god

ચાલ માન્યું કે તું પથ્થર નથી… તોય તું એટલો સધ્ધર નથી… લોકો લુટી જાય છે તારા મંદિર ને… અર્થ એનો એજ છે કે તું અંદર નથી…

Love shayari for wife

Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jaoo, Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jaoo, Na behne du kabhi in aakho se aansu, Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.

Hindi Shayari on Pyaar

Pyaar ek khubsurat dhoka Hai, Jaha dhoke ka ehsaas b nhi hota Hai, Aur jab tak ehsaas hota hai, Tab tak pyaar ho chuka hota Hai….

Hindi Shayari on Izhaar

Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main Ke Koi Anjaan Bhi, Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai..

Romantic Shayari in Gujarati

જોઈ એક ઝલક એમની અને નસીબ સમજી બેઠા, આંખોની એક ચમકને પ્રેમ સમજી બેઠા, યાદમાં એમની કર્યા છે આ રસ્તા ભીના, ને પાગલ લોકો એને વરસાદ સમજી બેઠા.

Romantic Shayari on Love in Hindi

Aaj dil Ki baat kehne ko dil karta hai Tere dil me rehne ko dil karta hai Khusi de ke Tere gam sehne ko dil karta hai Bhagwaan jane hmara kya rishta hai Tumhe Bas Apna kehne ko dil karta hai

Romantic Shayari

Tum to so gaye har roz ki tarha, Apney khwab bante bante.. Hum ne aaj phir subha kar di, har roz ki tarha, Tumhain yaad karte karte..

Romantic Shayari in Hindi

Tumhara naam likh likh kar mittana bhool jata houn.. Tumhain jab yaad karta hun bhulana bhoool jata houn, Bahot si aisi batain hain jo mery dil main rehti hain.. Magar jub tum se milta houn sunnana bhool jata houn..

Bewafa shayari in hindi sms

Toot Jaate Hain, Bikhar Jaate Hain, Kaanch ke Ghar Mein Muqaddar Apne….!!! Ajnabi Toh Sada Pyar Se Milte Hai, Bhul Jaate Hain Toh Aksar Apne….!!!

Holi Shayari

Rango se sabhi ki khushiya mil gai he.. Kuch wado aur yaado me hamari holi reh gai he.. Bahot satati he muje rango ki duniya, Par haar saal meri zindagi ki gali hi berang reh gai he.

Heart Touching Love Shayari in Hindi ❤️ | 100+ Best Romantic Shayari 2026

Heart Touching Love Shayari in Hindi ❤️ | 100+ Best Romantic Shayari 2026

प्यार एक ऐसा एहसास है जिसे शब्दों में पूरी तरह बयां करना आसान नहीं होता, लेकिन जब दिल से निकली शायरी पढ़ते हैं, तो हर एक लाइन सीधे दिल को छू जाती है। Heart Touching Love Shayari in Hindi उन जज़्बातों को व्यक्त करती है, जो हम अक्सर अपने खास इंसान से कह नहीं पाते। … Read more

Love Shayari in Hindi ❤️ | 100+ Best Romantic Shayari for GF/BF (2026)

Love Shayari in Hindi ❤️ | 100+ Best Romantic Shayari for GF/BF (2026)

✨ प्यार भरी शायरी जो दिल को छू जाए प्यार एक ऐसा खूबसूरत एहसास है जो जिंदगी को खास बना देता है।जब कोई हमारे दिल के करीब होता है, तो उसकी हर बात, हर मुस्कान और हर याद हमें सुकून देती है। Love Shayari in Hindi उन अनकहे जज़्बातों को शब्दों में ढालने का सबसे … Read more

Sad SMS in Hindi for Boyfriend

Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke.. Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke.. Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe.. To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke

Ek din me uski yaad me tha kho gaya

Ek din me uski yaad me tha kho gaya. . . neend nehi thi aati, me fir bhi so gaya. . . Sapne me Rab mila kehta: “Tujhe Kya Ho Gaya..?” . mene kaha- “Rab ji, mera to yaar hi kho gaya..” Rab hasa aur bola: “Lagta He Tu To Ishq Me Jhalla Ho Gaya,, , … Read more

Hindi Romantic Shayari

kuch Baat hai Teri Batoon main, jo Bat yahan tak aa Pohnchi..! Ham Dil se gaye, Dil tum pe giya, Aur Baat Kahan tak ja pohnchi ..