Zakham Jab Mere Seene Ke Bhar Jayenge
Zakham Jab Mere Seene Ke Bhar Jayenge Aansu Bhi Moti Bankar Bikhar Jaeenge Ye Mat Puchna Kis Kis Ne Dard Diya Warna Kuch Apno Ke Bhi Chehre Utar Jayenge..
Zakham Jab Mere Seene Ke Bhar Jayenge Aansu Bhi Moti Bankar Bikhar Jaeenge Ye Mat Puchna Kis Kis Ne Dard Diya Warna Kuch Apno Ke Bhi Chehre Utar Jayenge..
Mohabbat ke chaand ko apni panah mein rehne do.. Labon ko na kholo aankhon ko kuch kehne do.. Dil peh haath rakho aur kuch der rehne do.. Mujhe mehsoos karo aur apne paas hi rehne do..
Najro se najro ka takraav hota hai, Har mod par kisi ka intjaar hota hai, Dil rota hai aur jakhm haste hai, Isi ka naam pyaar hota hai..
Ghamon Ko Mujhse, Ek Chahat Si Ho Gayi Hai, Main Udaas Nahi, Udaas Rehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai.
Teri ankhon ke nashe mai doob jau.. Teri julfooo ki chao mai khud ko bhul jau.. Teri hoothon ki hasi ko pee loo sanaam… Aa kareeb mere teri bhaahon mai khud ko bhul jau…
Sapne the, sapno ke aap sahil hue, Na jane kaise hum apke pyaar ke kabil hue, Karazdar rahege hum uss hasin pal ke, Jab aap hamari zindagi mein shamil hue.
પ્રેમ ની આ રંગીન આદત મોંઘી પડી, આગ સાથે ની આ રમત મોંઘી પડી, જિંદગી ની બધી બાજી જીતી ગયા, પણ દિલ ની આ નાજુક બાજી મોંઘી પડી
Bhula dena use jo tumhe bhula de mat karna kabhi yaad use jo tumhe rula de mat jana us mod se jo manjil ka pata na de par kabhi mat bhulna us insaan ko jo apke liye apne apko bhula kar apko yaadgar bna de.
Mujhe Ulfaton Mein SaMet Lo Mujhe Bekhudi Ki Talash Hai Jo Dilon Mein Rooh Mein Utar Sake Usi Rahgni Ki Talash Hai Mein Ulaj Geya Main Bikhar Geya Mere HuMsafer Meri Baat Sun Mujhe Zindagi Ki Talash Hai Mujhe Roshni Ki Talash Hai Aey Mere Khuda Teri Di Hui GaM-E-Zindagi Ki Khiza’on Mein Kisi Aur … Read more
Na Dekhao chalte chalte yun Qadam Qadam Shokhiii Koi Qatal ho raha he Sare – Aam Chupkey Chupkey .. !!
Teri Mohabat-e-Hayat Ko Likhu Kis Ghazal Kai Naam Sai.. Tera hussn Bhi Jaan-Lewa, Teri Sadgi Bhi Kamal Hai..
Suno!! Mujhe Har Pal Tumhari Yaad Aati Hai, Kabhi Saanso K Chalne Pe, Kabhi Dil K Machalnay Pe, Kabhi Barish Barasnay Pe, Kabhi Aankhen Chalakne Pe, Kabhi Chand Nikalny Pe, Kabhi Suraj K Dhalne Pe, Kabhi Shab K Andheron Me, Kabhi Din K Sawairon Me, Kabhi Logon K Melay Me, Kabhi Tanha Akele Me, Tumhari, Bus … Read more
Wo Dil Hee Kia Tere Milnay Ki Jo Dua Na Karay Mein Tujh Ko Bhool Ke Zinda Rahuun Khuda Na Karay Rahay Ga SaathTera Pyaar Zindagi Ban Kar Ye Aur Baat, Meri Zindagi Wafa Na Karay Ye Theek Hai Nahi Marta Koi Judaai Mein Khuda Kisi Se Kisi Ko Magar Judaa Na Karay Suna Hai … Read more
Bichharne se na ghabrao tum bichharna to aksar mohabbat me likha hota hai. Jo yaar dildar wafadar hota hai… us aashiq ko har taklif se bhi pyar hota hai.
Yaad Rakhtay Hain, Hum Aaj Bhi Unhain Pehlay Ki Tarah Kon Kehta Hai, Faasly Muhabbat ki Yaad Mita Detay Hain..
Main Wohi Hoon Jisse TuM Pyaar Kiya Karte The, Din Mein Sau Baar Mera NaaM Liya Karte The, Kya Baat Hai Kyon Mujhse Khafa Baithe Ho, Kya Kisi Aur Ko Dil Apna De Baithe Ho, Faasle To Pehle Na Hua Karte The Kabeer, Main Woh Hoon Jispe TuM Aitbaar Kiya Karte The, Mujhko MaluM Hai … Read more
Khuda humko kabhi aisi judai na de unki yaadon se humko rihaai na de Dua krna DOSTO mujhe aisi jannat na miley jahan se mera YAAR dikhayi na de
Karte nahi izhar, Phir kyun karte ho tum pyar…? Nazron se bate bahut hui, Ab lab se karo ikrar..
Aaj badi shiddat se kisiki yaad aa rhi hai, Lagta he ye mahobbat he jo tadpa rhi hai… Kyu badte jate he kadam kisiki tarf, Ye kounsi takat he jo khinche ja rhi hai… Kabhi unse ho mulakat to hoga ye mehsus, Ke barso ki ibaadat jese rang la rhi hai… Jane kyu badi der … Read more
zakham me dil gulnuma diya mujko ! Jisne jina sikha diya mujko… Log haste hai meri halat par… Aisa tamasha bana diya mujko ! vo mera shair he na samaj saka… jisne shayar bana diya mujko !