Valentines Day SMS in Hindi

Mere chehre ki hasi ho tum, Mere dil ki har khushi ho tum, Mere hotho ki muskaan ho tum, Dhadakta hai maera dil jiske liye, Wo meri jaan tum ho tum.. Happy Valentines Day

Hai Honsla Vo Manjar Bhi Aayega

Hai Honsla Vo Manjar Bhi Aayega Pyase ke paas Chalkar Samandar Bhi Aayega Thak kar na Baith Manzil ke Musafir Manzil bhi Milegi aur Milne ka maza Bhi aayega

Judai K Es Mosam Main

Judai K Es Mosam Main, Utarti Shaam Se Pehle, Meri Yakh-Basta Aankhon Main, Khamoshi Raqs Kerti Ha, To Us Ki Yaad Ki Payal, Yun Mere Kaan Men Aa Ker, Mussalsal Chanchhanati Ha, To Phir Yak-Dam Khamoshi Ka, “Tassalsul” Toot Jata Ha, Phir Aise Men Koi “Koyal”, Bare He Qarb Se Kookey, To Yun Mehsoos Hota … Read more

Apna banane aaya hu

Dil ki duniya basane aaya hu! hasin sapne dikhane aaya hu!! Janmo-janmo se jo, kar rahi thi Intizaar mera! Saato janam ke liye, use apna banane aaya hu!!

Tanhayi Ne Maar dala

Tanhayi Ne Maar dala

Kisi Ko Ishq Ki Achhayi Ne Maar Dala, Kisi Ko Ishq Ki Gahrai Ne Maar Dala, Karke Ishq Koi Na Bacha, Jo Bach Gaya Use Tanhayi Ne Maar dala

Kisi ko Tadpaana na aaya Hume

Kisi ko Tadpaana na aaya Hume

Yad kar ke Bhulana na Aya Hume Kisi k DiLko Manana na Aya Hume Kisi ke Liye Tadapna to sikh Liya Humne Par Apne Liye Kisi ko Tadpaana na aaya Hume