होम Sad Shayari Tumhari Yaad Aati Hai

Tumhari Yaad Aati Hai

· · ♡ 102 views ·
Tumhari Yaad Aati Hai
Advertisement

Tumhari Yaad Aati Hai

Suno!! Mujhe Har Pal
Tumhari Yaad Aati Hai,
Kabhi Saanso K Chalne Pe,
Kabhi Dil K Machalnay Pe,
Kabhi Barish Barasnay Pe,
Kabhi Aankhen Chalakne Pe,
Kabhi Chand Nikalny Pe,
Kabhi Suraj K Dhalne Pe,
Kabhi Shab K Andheron Me,
Kabhi Din K Sawairon Me,
Kabhi Logon K Melay Me,
Kabhi Tanha Akele Me,
Tumhari,
Bus Tumhari Yaad Aati Hai.

Advertisement
Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें