Naa haarna jaroori hai

Hindi motivational shayari on zindagi

ना हारना ज़रूरी है, ना जीतना ज़रूरी है | जिंदगी एक खेल है, इसे खेलना जरुरी है || Naa haarna jaroori hai Naa Jitna Jaroori hai Zindagi ek khel hai Ise khelna jaroori hai

Ye mat puchhna ki zindagi khushi kab deti hai

Ye mat puchhna ki zindagi khushi kab deti hai

ये मत पूछना की जिंदगी खुशी कब देती है क्योंकि शिकायत तो उन्हें भी है जिन्हें जिंदगी सब कुछ देती है Ye mat puchhna ki Zindagi khushi kab deti hai Kyon ki shikayat to unhe bhi hai Jinhe zindagi sab kuch deti hai