Lovely romantic sms in urdu
Kisi Ka Saath Miley To Es Terha Waqt Chelta Rahey Rasta Thehar Jaye..!♥
दिल की बात, मोहब्बत और खूबसूरत एहसासों से जुड़ी Two Line Shayari का खास संग्रह।
Kisi Ka Saath Miley To Es Terha Waqt Chelta Rahey Rasta Thehar Jaye..!♥
Sirf ik baar aa Mary Dil ki Aahat sunn.. Phir Lotnay ka irada Hum Tum par chor Den Ge ..
Ek hi baat to in lakeerunki achi hai Saher..Dhoka deti hain magar hath mai hi rehti hain..
Ab Tak Wahan Utartey Hai Khushbuo’n k Qaafley, Bhoolay Se Likh Diya Tha Tera Naam Jis Jaga…..
Puranay Raabton Ko Phir, Naye Waaday Ki Khwaish Hai Zara Ek Baar Phir Keh Do, K Muhabbat Mar Nahi Sakti..
Ab To Shayad Hi Mujse Muhabbat Karay Koi Meri Ankhon Main Tum Saaf Nazar Atay Ho
Main kyun pukaru usey ki laut aao..Kya usey khabar nahi ki kuch nahi mere pass uske siwa..!
Koi Aayat, Koi Jaadu, Koi Taveez Laa Do,,,,MujHe ZinDaGi BhaR UsKe SatH ReHna Hai..!!
Jin K Daaman Mein Kuch Nahi Hota, Un K Seenon Mein Pyar Hota Hai…
Neechi Nazron me Qayamat ka Asar hota hai,,, Husn kuch aur Nikhar jata hai Sharmane se..!!!♥ find out…
Mohabbat k safar mein koi bhi rasta nahi deta, zameen waqif nahi banti falak saya nahi deta!