Dard Shayari in Hindi 140 Character
Tum rooh mein shamil ho, Ragon mein rawa ho, Magar mere hathon ki lakeeron mein kahan ho ?
दिल की बात, मोहब्बत और खूबसूरत एहसासों से जुड़ी Two Line Shayari का खास संग्रह।
Tum rooh mein shamil ho, Ragon mein rawa ho, Magar mere hathon ki lakeeron mein kahan ho ?
Ishq Mein Mere Rabba Naa Jane Mein Kiya Kar jata, Tujhse PyaaR na Karta TO shayad Mein Maar Jata.
Jis ne Teri Ankh ki sharart nahi Dekhi… Woh lakh kahein per unhone Mohabbat nahi Dekhi.
Mujhe Ab Farq Nahi Padta December Beet Janay Say…..!!! Udaasi Meri Fitrat Hai, Issay Mausam Se Kiya Matlb…..!!!
Kaghaz pe nahi likhte, kuch RAAZ muhabbat ke Pal bhar me bikhar jate hain, alfaz muhabbat ke
Mohabbat waqt ke be-rehm toofan se nahin darti Usay kehna bicharnay se Mohabbat to nahi marti..!!
Wo Mohabbato’n ke Saude Bhi Ajeeb Karta Hai. Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai.
Usey keh do k wo kisi or se ”mohabbat” ka na sochy,,, Ek main hi kaafi hoon Usey umar bhar…
Tu Aankhain band kare to Aao’n main hi nazar Es tarah main tere har khawab ki taabeer ban jao’n ♥
Urtay parindon ko koi qaid nahi kar sakta..,, Jo apnay hotay hain wo khud hi lout aatay hain..!!
Us Ne Humse Pucha Teri Raza Kya Hai ♥ Q Karte Ho Mohabbat Wajah Kya Hai ..
“Kuch is tarah maine zindgi ko aasaan kar diya. Kisi se ‘MAAFI’mangli to kisi ko ‘MAAF’kar diya”!