Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hog

samir Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya HogTamam Umer Wafa Ki Aur Bewafai MilliKay Tu Nay Khuwab To Dekhey They Sath Rehney KayMagar Naseeb Tha Aesa Kay Bus Judai MiliBAna Kay Chour Diya Tujh Ko ishq Ka QaidiYani Kay Jaan Gai Aur Phir Rihaai Mili.

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha … Read more

Yon rah-e-wafa ki saleeb par do qadam uthane ka shukria

Yon rah-e-wafa ki saleeb par do qadam uthane ka shukriaBara pur khatar tha yeh rasta tere laot jane ka shukriaJo udaas hain tere hijr mein jinhe bojh lagti hai zindgiSar-e-bazam yon unhein dekh ke tere muskrane ka shukriaTeri yaad kis kis bhais mein mere sher-o-nagma main dhal gaiTeri yad ka muje yaad aane ka shukria,Jo … Read more

waqt aisi rawani main dhalta raha

waqt aisi rawani main dhalta rahamain be khabar aisy hi chalta rahakabhi hansta tha apny naseebon pe mainkabhi ander hi ander main jalta rahakahin shikwy mily kahin thokren milinchoot aisi lagi k sanbhalta rahausko pany ki khatie to sab kuch kiawohi sang dil tha rasta badalta raha

yuun na mil mujh se Khafaa ho jaise

yuun na mil mujh se Khafaa ho jaisesaath chal mauj-e-sabaa ho jaiselog yuun dekh kar hans dete haintuu mujhe bhool gayaa ho jaiseishq ko shirk kii hadh tak na badhaayuun na mil hamse Khudaa ho jaisemaut bhii aaii to iss naaz ke saathmujh pe ehasaan kiyaa ho jaiseaise anjaan bane baithe hotum ko kuchh bhii … Read more