होम › Bewafa Shayari › Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hog

Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hog

· · ♡ 146 views
Advertisement

samir Tujh Sa Koi Bad Naseeb Kya Hog
Tamam Umer Wafa Ki Aur Bewafai Milli
Kay Tu Nay Khuwab To Dekhey They Sath Rehney Kay
Magar Naseeb Tha Aesa Kay Bus Judai Mili
BAna Kay Chour Diya Tujh Ko ishq Ka Qaidi
Yani Kay Jaan Gai Aur Phir Rihaai Mili.

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें