होम › Bewafa Shayari › Aansuon yun na bhigaya karo daman ko

Aansuon yun na bhigaya karo daman ko

· · ♡ 35 views
Advertisement

Aansuon yun na bhigaya karo daman ko,
In mein kisi bewafa ki khusboo basi hai,
Kahin zamane ko pata na chal jaye,
Zindagi meri kis sanche me dhali hai,
Dil ki barbad mehfil me aa kar,
saans ki aakhri lau bhi tut chali hai,
Yahin na khatam howe zamane ke sitam,
Lash ussi bewafa ke kandhon pe chali hai.

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें