होम › Sad Shayari › Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko

Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko

· · ♡ 79 views
Advertisement

Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko,
Ke apne seene se wo ek baar laga le mujhko,
Bikhar gaya hun mein toot kar tukroon mein,
De usse taufeeq ke aake sambhale mujhko,
Ya tu uska saath aata kar mujhko umr bhar ke liye,
Ya tu chup chap apne paas bula le mujhko

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें