होम › Romantic Shayari › Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai

Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai

· · ♡ 59 views
Advertisement

Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai,
Meri Aankhon Mai Q Mout Simat i Hai,
Kehtay Hain Log Ishq Ko Ibadat Yaro,…
Ibadat Mai Phr Q Itni Ruswai Hai,…
Mahfil mai reh kar b Tanha rehna,
Ye ada uski mohabbat nay sekhai hai,
Us sy taluq hai kuch aisa dil ka,
Jb b sochA usko Aankh bhAr i hai.

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें