होम › Sad Shayari › Tum Se Milne Ka Bahaana Bhi Nahi Milta…

Tum Se Milne Ka Bahaana Bhi Nahi Milta Hai

· · ♡ 23 views
Advertisement

Tum Se Milne Ka Bahaana Bhi Nahi Milta Hai
Baghair Wajah To Diwana Bhi Nahi Milta Hai

Mai Chahta Hun Tere Honto Pe Hasi Aa Jaaye
Lekin Qissa Koi Puraana Bhi Nahi Milta Hai

Advertisement

Jahan Tere Gham Ko Bhula Kar Jee Sakun Mai
Duniya Me Aisa Thikaana Bhi Nahi Milta Hai

Teri Sada Me Uski Jafa Ka Dard Shamil Hai ‘haseeb’
Uski Yaad Se Qaali Koi Taraana Bhi Nahi Milta Hai

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें