होम › Bewafa Shayari › Tum Kion Itna Yaad Aati Ho

Tum Kion Itna Yaad Aati Ho

· · ♡ 42 views
Advertisement

Har Haseen Mousam Ki
Har Haseen Barish Main
Dard Tum Jagati Ho
Bewajah Sataati Ho
Mousamoon K Lutf Ko
Tum Dard Main Bahaati Ho
Zindagi Ke Naam Say
Tum Gee Mera Jalaati Ho
Lutf K Sab He Lamhay
Yaad Main Ganwaati Ho
Har Haseen Mousam Ki
Har Haseen Barish Main
Tum Kion Itna Yaad Aati Ho ..??

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें