होम › Romantic Shayari › qayamat tak juda na karey!

qayamat tak juda na karey!

· · ♡ 139 views
Advertisement
Jinkey Yaad Hai dil mein Nishanee ki tarah
vo humein bhool gaye kahani ki tarah
khuda kisee ko kisi par fida na kare
agar kare to qayamat tak juda na karey!
Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें