होम Sad Shayari Dard ki harr ik hadd se ab guzar…

Dard ki harr ik hadd se ab guzar gayi hoo’n mai

· · ♡ 51 views ·
Dard ki harr ik hadd
Advertisement

Dard ki harr ik hadd

Dard ki harr ik hadd se ab guzar gayi hoo’n mai,
phir kabhi na simtungi you’n bikhar gayi hoo’n mai…
Maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se,
sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gayi hoo’n mai…

Advertisement
Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें