fine romantic sms

fine romantic shayari

betab tamannao ki kasak rahne do, manzil ko pane ki Talas rahne do, aap bhale hi raho dur najro se, par band palko me apni jhalak rahne do..

tera deedar sms in hindi

tera deedar sms in hindi

pyasi aankh ko sagar nazar nahin aaya, kaee dinon se tera chehra nazar nahin aaya, tere deedar ki bhick mangta main use, magar falak se toot ta hua taara nazar nahin aaya..

Dhadkan Shayari

dhadkan shayari

kisi ne dil ko is kadar choo liya, ki hum kisi aur ko choo na sake, ham to chale the apko dost banane magar, aap to dhadkan bante chale gaye.

Shayari on Dard

dekha ek gulab toh darr lagta kahin kaante na chu lu. Maanga kisise toh darr laga kahin pyar na maang lu, aaj aati hai neend toh lagta hai darr ke… phir se koi haseen sapna na dekh lu.

Dosti me har waqt aajmaish hoti hai

Dosti me har waqt aajmaish hoti hai, is dil mien har waqt milne ki khawaish hoti hai… mana ki tumhe kohi yaad nahi karte, yaad woh aate hai jinko bhulne ki gunjaish hoti hai…

badduaaen le rahi hu iss bedard zamane ki

badduaaen le rahi hu iss bedard zamane ki,yahi sazaa milti hai unhe apne dil mein basaane ki,isliye ae yaar mere karna na kabi tu khata,kisi haseen chere se ek pal bhi nazar milaane ki.

juda mujhse mera yaar hua

Kal raat unka khwaab mein deedar huauthke subah mera dil bohat beqaraar huaroz uski yaad aansoo bahaate hai yaarojabse juda mujhse mera yaar hua

टूटा वादा शायरी – Bewafa Shayari, Broken Promises Quotes & Heartbreak Lines

टूटा वादा शायरी – Bewafa Shayari, Broken Promises Quotes & Heartbreak Lines

वादा करना आसान होता है, लेकिन उसे निभाना हर किसी के बस की बात नहीं होती। जब कोई अपना किया हुआ वादा तोड़ देता है, तो सिर्फ रिश्ता नहीं टूटता — भरोसा भी बिखर जाता है। “टूटा वादा” सिर्फ एक शब्द नहीं, बल्कि उस दर्द का नाम है जो दिल में लंबे समय तक रह … Read more