Tanha dil ki shayari

sath guzare lamho se pooch len

tanha ho kabhi to mujhe dhoondh lena, is duniya se nahi apne dil se puch lena, apke as pas hi kahi rehte hain hum, yado se nahi to sath guzare lamho se pooch lena.

Dard bhare sms hindi me

dard bhare sms hindi me

itna kuch khoya khoya ki hame paana na aaya, pyar kiya to jatana na aaya, aagaye is dil me pehli nazar me woh, kasoor hamara tha jo hame unke dil me samana na aaya.

Tanhai sms in urdu

tanhai sms in urdu

pyar kya hota hai aaj tumhe bataayenge hum, kai saal guzaar diye ab iss chaahat mein, gham nahin hoga maut aajaye agar, shart yeh hai ke dam toote uski baanho mein..

Judai shayari with image

judai shayari with image

pyasi aankh ko sagar nazar nahin aaya, kaee dinon se tera chehra nazar nahin aaya, tere deedar ki bhick mangta main use, magar falak se toot ta hua taara nazar nahin aaya..

Very impressive love sms

very impressive love sms

sukhe patte se pyaar kar lenge, hum tum pe aitbar kar lenge, tum ek baar keh do hame tum se pyaar hai, hum agle janam tak intzaar kar lenge….

Dosti sms for love

dosti sms for love

kisi ne dil ko is kadar choo liya, ki hum kisi aur ko choo na sake, ham to chale the apko dost banane magar, aap to dhadkan bante chale gaye.

phir se koi haseen sapna na dekh lu

phir se koi haseen sapna na dekh lu

dekha ek gulab toh darr lagta kahin kaante na chu lu. Maanga kisise toh darr laga kahin pyar na maang lu, aaj aati hai neend toh lagta hai darr ke… phir se koi haseen sapna na dekh lu.

Dosti me har waqt aajmaish hoti hai

Dosti me har waqt aajmaish hoti hai

Dosti me har waqt aajmaish hoti hai, is dil mien har waqt milne ki khawaish hoti hai… mana ki tumhe kohi yaad nahi karte, yaad woh aate hai jinko bhulne ki gunjaish hoti hai…

badduaaen le rahi hu

badduaaen le rahi hu

badduaaen le rahi hu iss bedard zamane ki, yahi sazaa milti hai unhe apne dil mein basaane ki, isliye ae yaar mere karna na kabi tu khata, kisi haseen chere se ek pal bhi nazar milaane ki.

dua shayari for her

dua shayari for her

khuda kare tere jeevan main kohi gham na ho, tere aankhen aansuo seh kabhi nam na hoo, tumhe mile jaye dunyaa ke saaree khushyaa, chahe un khusshyu main shamil hum naa hoo.

Hindi romantic shayari sms

Hindi romantic shayari sms

Khwaab mein aake sataane lage ho, meri aankhon se aankhein milaane lage ho, karte hai yaad tumehin dil ki gehraiyon se, lagta hai aap hamein bhulaane lage ho.

Jitna tum ko chaaha tha hum nay

Jitna tum ko chaaha tha hum nay

Jitna tum ko chaaha tha hum nay Utnaa kisi ko chaah na sakay Socha tha bhool jaaingay kabhi na kabhi Lekin najaanay kyoun bhulaa na sakay Honton nay to chupa liye armaan dil ke Lekin ankhon say chupa na sakay

ho kar khafa khuda tumse

ho kar khafa khuda tumse

Na gujarana edd ke din kisi masjid ke paas se, Khai log chand samaj kar apna roja na tod de, aur ho kar khafa khuda tumse, kahi husn banana na chhod de

kya kahu tumhe

kya kahu tumhe

, Khwab kahu to bikhar jaaoge, Dil kahu to toot jaaoge. Aao tumhara naam Zindagi rakh du, Maut se Pahle to hamara saath na chor paaoge.