zindgi choti hai magar itni choti bhi nahiAankhen sookh gayi hai aur ab roti bhi nahizara zara si baton pe agar hum na jhagarteto shayed yeh zindgi tumse juda hoti bhi nahi

beete din ab wapas to nahi aa saktekho diya hai jo use to nahi pa saktedhool si hi rah gayi hai baki hawa meinkash tumhe zindgi me phir se bhoola sakte

tum nahi aaoge phir bhi rahta hai intzaarkabhi kabhi baith jati hoon kar ke shringaartumhara bhi khana laga deti hoon aksar mez peraur darwaze per daur kar jati hoon baar baar

waise akele hi aaye hain aur akele hi jana haikaisa bhi ho bandhan ek din to toot jana haikoi kitna bhi rahe pass ya kitna bhi rahe doorsukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai

agar bhoole se bhi kabhi hamari yaad

agar bhoole se bhi kabhi hamari yaad aati hoaur tan badan mein ek siharan si daur jati homere yaar mere dil ke malik, pass chale aanaagar sooni sooni raten tumhe bahut satati ho

Dosti shayad zindgi hoti he

Dosti shayad zindgi hoti he, Jo har dilme basi hoti he,Waise to ji lete he sabi akele magar,Phir b zarurat inki har kisiko hoti he…

Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.Ek muddat se khabar bhi nahi teri,koi is tarah bhi kya apne dost ko bhula deta hai.

DiL k jhakhmo Ko unse chupana pada,palke bhigi thi par muskrana PADA,kaise ulte hai mohabbat k ye riwaz? Ruthna chahte the hum par unko manana pada…

Yadain woh nahi jo tanhai me ati hai… Yadain woh nahi jo tanhai me aati hai….Yadain woh hai jo BHID me TANHA kar jati hai.

Hindi Motivational Shayari

hindi motivational shayari

Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe, kitno ko rasto pe lana hai tumhe, aapni hat ki lakiro ko mat dekho, in lakiro se aage jana hai tumhe….

Kaash Is Dil Ki Aawaz Shayari | Heart Touching Love Shayari in Hindi

“काश इस दिल की आवाज़ में इतना असर हो जाए…” — ये सिर्फ एक लाइन नहीं, बल्कि हर उस दिल की कहानी है जो अपनी मोहब्बत को महसूस तो करता है, पर कह नहीं पाता। अगर आप भी किसी को दिल से चाहते हैं लेकिन अपनी भावनाएं व्यक्त नहीं कर पा रहे, तो ये heart … Read more

Ret pe naam kabhi likhte nahin

Ret pe naam kabhi likhte nahin, kyonki ret pe likhe naam kabhi tikte nahin,Aap kehte ho tum patthar dil ho, par patthar pe likhe naam kabhi mitte nahin….

Kasur na unka hai na mera

Kasur na unka hai na mera, Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe,Woh dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe…

Sabne kaha Dosti ek Dard hai,Humne kaha Dard kabool hai,Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay,Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai!!!!