*Lakshmi ka Hath ho,Saraswati ka Sath ho,Ganesh ka niwas ho,aur maa durga keashirwad se Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho….‘HAPPY NAVRATRI’
Sam
Aankh
Aankh Wo Chahat Jis Mein Dil Ki Zubaan Hoti Hain,Sachi Chahat To Bejuban Hoti Hain,Pyar Main Dard Mila To Ghabrana Kaisa,Dard Se Chahat Aur Jawaa Hoti Hai
Zindagi kisi ki Amanat nahi hoti
Zindagi kisi ki Amanat nahi hoti,Amanat me kabhi khayanat nahi hoti,Dil ko sambhal ke rakhna DOST…..Ishq ki jail me kabhi zamant nahi hoti!
Inkar aur Iqraar…..
Chehrey Per Banawat Ka Gussa,Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,Is Shauq-E-Ada Ko Kya KahiyeInkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
Muskurahat hataya nahin Karte….
Dil ka Zakhm Zuban par laaya nahin Karte,Hum apni Aankhon se Aansoo bahaya nahin Karte,Zakhm Kitne hi Gehre kyon na ho,Hum apne Honton se Muskurahat hataya nahin Karte.
Subah teri sham meri…
Subah teri sham meri ho,Din tera raat meri ho,Hasi teri udasi meri ho,jab maut aaye toh Jaan kaber teri,aur usme laash meri ho..
Do you Know full form of DAIRY MILK?
Do you Know full form of DAIRY MILK?Darling Always I Remember You…Meet Immediately4a Long Kiss…thats y boys asks 4 DAIRY MILK..Good Night. Sweet Dreams..
Always SMILE..
Always SMILEOk?Bcoz, ur Smile is so captivating n so Nice!-Show Me a Sample ,,///,,………( @..@ )AHA!(.__.)) (Maar dala re! he he..
aap bahut yaad aate hai..
Din aate hai din jaate hai,Kuch lamhe aapke bin guzar nahin paate hai,inhi lamho ko sametkar dekhu toh aap bahut yaad aate hai..
bhulana aapko na asaan hoga.bhule jo aapko wo naadaan hoga,aap baste ho dil me hamare, aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga
Tere intezar me palke bichhaye baithe hai
Tere intezar me palke bichhaye baithe hai.wo ayege isiliye ummid jagaye baithe hai.na todna kabhi milne ka wada ki hum ab to apni jaan ki bazi lagaye baithe hai
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi
Aankho me armaan diya karte hai
Aankho me armaan diya karte hai,hum sabki neend churaliya karte hai,jab jab aap ki palke jhapkegi to samajh lenahum aapko yaad kiya karte hai
wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi
wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi.unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi, aahat hui socha asar duaa kar gayi, darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi
kab unki palko se izhar hoga
kab unki palko se izhar hoga, dil ke kisi kone me hamare liye bhi pyaar hoga, gujar rahi hai raate unki yaado me kabhi to unko hamara intezar hoga,?
Duriyon ki na parwa kijiye
Duriyon ki na parwa kijiyeDil jabhi pukare bula lijiyeHum zyada dur nahi aapseBus apni aankho ko palko se mila lijiye!!
Teri mohabbat pe sakh kar ke
Teri mohabbat pe sakh kar ke..Humne aapne aapko kamzor sabit kya hai…Maaf karde hume is kahta pe..Aakhir tere judai hi iska karan hai…
Mulakat maut ki mehman ban gayi hai
Mulakat maut ki mehman ban gayi haiNazar ki duniya veeran ban gayi haiMeri sans bhi ab meri nahi rahiYe zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai
Mulakat maut ki mehman ban gayi hai
Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom huaRoz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom huaNa chaah kar bhi dil kyun dukhaay unkaItna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua
Kuch nasha teri baat ka hai
Kuch nasha teri baat ka haiKuch nasha dhimi barsaat ka haiHum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar haiIntezar to sirf aapki mulakat ka hai..