Khushion ki Arzu mein Mukadar bhi so gaye Aandhi chali kuch esi k apne bhi kho gaye kia Khoob tha unka yeh Andaz-e- Muhabba t piyaar denay aey thay Palkein bhigo gaye…

Sad Poetry for Bewafa

Jab husn burke mein sadak par chala karta tha, ek diwana peeche-2 chala karta tha, socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho. Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi. jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi.. waah re khuda aaj mein … Read more

Best Life Quotes in English

Don’t trust people who change their feelings with Time .. Trust people whose feelings remain the same when your time changes!!!

kese karen bayan tujhse dard ki intiha ko abbas! apni hi nighahon ki nami dekh kar ro pare aaj ham

Kabhi tumse thi jo, wohi shikayat hai zamaney se, Meri tareef karta hai, mohobbat kyo nahi karta?

Hans lete hain logoon ko dikhane ke liye,  warna dard ki kitaab hey meri zindagi

Na Pooch Pyar Mein Kya Kya Nahin Kiya Mainey Bass Uss Ke Samney Sajda Nahin Kiya Mainey

Aj agr cricket ka war hai

Aj agr cricket ka war hai..to hum b pura tayar hai..Pakistan k naseeb mai aj haar hai..kyunki Indian team se hum sbko pyar hai..aj sab pe match ka bukhar hai..C’mmon India yahi pukaar hai..Magar ye cup ka masla thodi hai,ye to izzat ka sawal hai…!!

“..Bahut Mushkil Hai Tere Dil Pe Apne Dard Ki Kahani Likhna.. Shayad Utna Hi Jitna Ke Bahtey Hue Pani Pe Pani Likhna..”

Tere Pyaar Ko Paane K Khatir

Tere Pyaar Ko Paane K Khatir,Hum Hr Had Se Guzar Jayege,Tuje Paane Ki Kosis Me Shayad,Apna Sab Kuch Hm Kho Jayege,Todte Raho Dil Tum Kaanch Ki Tarah,Hum Tutkar Bhi Sirf Tumhe Chahenge,Kya Hua AGr Tumhe Pa Na Sake,Tumhe Paane Ki Zid Liye Hi Mar Jayenge,AGr Keh Do Ek Bar Ki Khush Rahoge Humare Bina, Hum Aapki … Read more

अगर तुम मिलने आ जाओ

तमन्‍ना फिर मचल जाए, अगर तुम मिलने आ जाओ यह मौसम ही बदल जाए, अगर तुम मिलने आ जाओ मुझे गम है कि मैने जिन्‍दगी में कुछ नहीं पाया ये ग़म दिल से निकल जाए, अगर तुम मिलने आ जाओ नहीं मिलते हो मुझसे तुम तो सब हमदर्द हैं मेरे ज़माना मुझसे जल जाए, अगर … Read more

Baat Baat pe log ruth jate hai

Baat Baat pe log ruth jate hai, Hath unse anjane me chhut jate hai, Kehte he Bada Najuk he Pyar ka Rista Isme Haste Haste bhi DIL toot jate hai…!

Kabhi kaha karte the ki

Kabhi kaha karte the ki “maine socha hal puch lu varna naraj ho jaoge” wohi aaj marne ki khabar sunkar “chupchap hans ke chal diye” dil ne kaha uth ke puch le ae jalim ise se khush the to kabke mar gye hote

apna zamana bhi ayega

rakho hosla wo manzar bhi ayega…pyase ke paas chal ke samandr bhi ayega…thak kar na beth ye manzil ke musafir…mazil bhi milegi or apna zamana bhi ayega…

Dair Tak

Alwida Keh Kar Usay Takta Raha Main Dair TakAtish-E-Khamosh Main Jalta Raha Main Dair TakShehar Ki Veeran Galiyo’on Main Akelay Raat BharIk Musafir Ki Tarha Phirta Raha Main Dair Tak