Wo ik dost jo apna sa lagta hai

Wo ik dost jo apna sa lagta hai,bahut paas hai dil ke phir bhi juda sa lagta hai,bahut dair se aaya nahi koi paigaam uska,shayed kisi baat pe khafa sa lagta hai

Khuda Ne Jab Tujhe Banaya Hoga ❤️ | Beautiful Romantic Shayari in Hindi

Khuda Ne Jab Tujhe Banaya Hoga ❤️ | Romantic Shayari in Hindi

Introduction “खुदा ने जब तुझे बनाया होगा…” — ये लाइन हर उस इंसान के दिल को छू जाती है जो अपने प्यार को दुनिया की सबसे खूबसूरत चीज़ मानता है। जब हम किसी को दिल से चाहते हैं, तो हमें लगता है कि उसे खुदा ने खास हमारे लिए बनाया है। ये romantic shayari उसी … Read more

Poochte hen log mujhse

poochte hen log mujhseteri muhabat ka imtihan kesa tha ?raheta tha too jahan khushyon ke sathtera wo makan kesa tha rula rakha he jahan ko teri dard bhari zuban ne thamadi qalam jisne hath me tere wo insan kesa tha pahechan liya teri muhabat ko is muhabat ne bhi na jan saka jo tera pyar … Read more

Rooth jana chorde

ye zara zara si baat pe rooth jana chorderula kar jee bharke phir se manana chordemanta hon khilona mitti ka hon par rooh.e.muhabat he mujheyon har roaz mujhse dil bahelana chordenaqab me raheke benaqaab na kar begunnahon ko is tarhahosh urjate hen yon palkon se parda hatana chordeaala he gar tameer tere husun ki to … Read more

koi alfaz nahi milta likhne ke leye

koi alfaz nahi milta likhne ke leyeus hasti pe kalam or kitab utha te huekhud bhi roti he kasrat se meri kitab or kaheti he mujhe bhi rulate huekia likho ge us maa ke baare me jo jaagti rahi har raat tujhe sulate huehar ik tamana poori ki teri zindagi bhartujhe hasaya apne dard ko … Read more

Pyar Jta Na Sake

Majbur The Halato Se Pyar Jta Na Sake.Khaate Rhe Zakhm Mgr Kisi Ko Bta Na Ske.Chahaton Ki Hadd Se Chaha Use.Sirf Apna Dil Nikal Kar Dikha Na Sake..