Umeedo ki manji toot gayi
Umeedo ki manji toot gayiaankho se ashqo ki dhara beh gayiare tumahri bhi kya izaat reh gayijab class ki larki bhaiya keh gayi
Umeedo ki manji toot gayiaankho se ashqo ki dhara beh gayiare tumahri bhi kya izaat reh gayijab class ki larki bhaiya keh gayi
Phoolon se khoobsurat koi nahi.Sagar se gahra koi nahi.Pooja-paath se faldayak koi nahiAb aapki kya tarif karu…Dosto me aap jaisa…Nalayak koi nahi!
PEPSI ka cr8 ho,ANDE ka oml8 ho,SMS KARNE ME bade le8 ho,JALEBI ki tarah stra8 ho,KHER jo bhi ho mere fevr8 ho…!
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hainVo aaj bhi hume dekh kar muskurate hainYeh to unke bache hee kamine hain,Jo Mamma-Mamma bulaate hain.
Yeh jo haseeno ke baal hote hai,ladkon ko fassane ke jaal hote hai,na jaane kitno ke khoon piye honge inhone,tabhi to inke honth laal hote hai
Jaate hue kuch aisa kar ke jayo kaamJaate hue kuch aisa kar ke jayo kaamki har galli se awaaz aaye…”ABBA JAAN”…” ABBA JAAN”
Aaj vo humse jannat mein takra gayeAaj vo humse jannat mein takra gayeAur humare dil se awaaz nikalii….Fiteh Mooh…Tusin Ethe vii aa gaye !!!
Tere pyaar ki roshni aisi hai kayhar taraf ujaala nazar aata haisochta hon kay ghar ki bijli katwa doonkambaqt bill bohat aata hai
Teri yaad mein humne kalam uthaayiliya paper aur tasveer aapki banaisocha tha ki usko dil se laga kar rakhengemagar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
maano ya na maano har pal fariyaad karte hainRoz khat likhte hain CARTOON NETWORK koaur aapko play karne ki farmaish karte hain….
Shaam hote hii ye Dil udaas hota haiToote khwaboo ke siwa kuch na pass hota haiTumahri yaad aise waqt bohat aati haiBandar jab koi aas-paas hota hai..
Kya aankhein hain aapki, kya baatein hain aapki..us khuda ne kuch aisa aapko bnaya hai…maano…”Shhhsss…KOI Hai” se bhoot nikal aaya hai….Aap kya jaano hum kitna yaad karte hain
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tumwaqt-bewaqt aaye vo fever ho tumDoob kar jisme marr jayu vo River ho tumMere jeevan mein ab to forever ho tum…
Har desh ki ek sarhadd hoti haibache ki bhi ek jidd hote haiaur kitna intzaar karru tere sms kaKanjosi ki bhi koi hadd hoti hai
jis waqt khuda ne tumhe banaya hogaek junun sa us par chaya hogapehle socha hoga khud rakh lufir hamara khayal aaya hoga.
Woh azab shakhs tha ae zindagi jise samajh bhi na samajh saka,Mujhe chahta bhi ghazab ka tha mujhe chorkar bhi chala gaya.
Tamaana lay gaye mujhy pakay makan ki asim,Mein apny gaon k katchay makan se bhi gaya…..
Uske haatho ka khilona hi sahi khush hu me,Kuch der ke liye hi sahi mujhe chahta to he.
Me fanaa ho gaya afsos woh badla bhi nahi,Meri chahto se bhi sacchi rahi nafrat uski.
Uski jeet se hoti he khushi mujhko,Yahi jawab mere paas apni haar kaa tha.