Aaj toot ker uski yaad ai to
Aaj toot ker uski yaad ai to ehsaas howa ‘sam’… Utar jayein jo dil main woh bhulaey nahi jaty…!!
Aaj toot ker uski yaad ai to ehsaas howa ‘sam’… Utar jayein jo dil main woh bhulaey nahi jaty…!!
Tu Aankhain band kare to Aao’n main hi nazar Es tarah main tere har khawab ki taabeer ban jao’n ♥
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne, Per Khush Na Kabhi Reh Payenge Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge…
dil kahta hai ek bawafa se mohobbat kare bhi to kaise kare, par jise apne aap se jyada chaha ushe nafarat kare bhi to kaise kare…..!
Phul par aa Jakad kya thi padyu hashe? Lage 6e Yaad ma koi ni aakash radyu hashe.. Varsi kem padyu achanak aa aabhalu,,.. Shu e pan Prem ma koi ni tadpyu hashe????
Iss dil ka kaha mano ek ehsaan kar do, ek benaam si mohabbat mere naam kar do, meri jaan pe bas itna ehsaan kar do, ek subah ko milo or shaam kar do..!!
Tere Pyar Ne Zindagi Se Pehchaan Karai Hai Mujhe Wo Toofano Se Phir Lauta Ke Laayi Hai Bas Itni Hi Dua Karte Hain Khuda Se Hum Bujhe Na Yeh Shama Kabhi Jo Humne Jalai Hai
Aaj Dard ko lafzon mein Bayan karne wale, Is Duniya me Mahaan ban Gaye, Jara Unhe jakar Dekho, Jo Apne Dard Ko Bhulakar, Dusro ke liye Muskaan ban gaye.,,
Ek raat wo mile khwab me Hum ne unse poocha thukraya kyu appne ? Jab dekha to unke aankh me bhi aansoo the Fir kaise poochti kyu raulaya appne …
Ana Ke Mod Pe Bichdey To Humsafar Naa Mile. . . . . Hum Ek Shehr Mein Reh Kar bhi Umar Bhar Naa Mile. . . !!
Khamosh Rasto Mein Tera Sath Chahiye. . . Tanha Hai Mera Hath Tera Hath Chahiye. . .
Urtay parindon ko koi qaid nahi kar sakta..,, Jo apnay hotay hain wo khud hi lout aatay hain..!!
Jate hue Us Shakhs Ne Ek Ajab Bad’Dua si diii, Tujhe Mile Do Jahan Ki Khushiyan Par Koi Mujh sa Na Mile..!
Jo Zara Kisi Ne Chera To Jhalak Parengay Aanso, Koi Mujhse Yeh Na Pochey, Mera Dil Udas Kyun Hai
Be-Kaif Sahi Be-Rang Sahi Ek Leher To Ab Bhi Aati Hai. . . . . Dil Laakh Shikasta Ho ‘Mohsin’ Yaado’n Ko Bhulana Mushkil Hai. .
Yeah hum tasleem kerte hain Tumhien Fursat nahi milti Humaray waste tumko Koi sayat nahi milti Humari soch ke mehwar Kabhi ik pal to socho tum Tumhien hum yaad kerte hain Aur itna yaad kerte hain Ke khud ko bhool jatay hain
Mat Chor Wo Mohabbat Jo Teri Zaat Se Hai, Yeh Bata Tu Khafa Meri Kis Baat Se Hai, Tu Bhi Na Uljha Kr Mujh Se Is Trha, Jb Tu Achi Trha Waqif Mere Mizaaj Se Hai, Mai Kaise Ji Loon Tum Se Rooth Kr, Meri Hr Saans Wabasta Teri Yaad Se Hai … !
Jab jab dard ka baadal chaya Jab ghum ka saya lehraya Jab aansoo palkon tak aya Jab yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya Dil aakhir tu kyun rota hai Duniya mein yunhi hota hai Yeh jo gehre sannaate hain Waqt ne sabko hi baante hain Thoda ghum hai sabka qissa Thodi dhoop … Read more
Pighle neelam sa behta ye sama, neeli neeli si khamoshiyan, na kahin hai zameen na kahin aasmaan, sarsaraati hui tehniyaan pattiyaan, keh raheen hai bas ek tum ho yahan, bas main hoon, meri saansein hain aur meri dhadkanein, aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan, aur main… sirf main. Apne hone par mujhko yakeen aa gaya.
Ek baat honthon tak hai jo aai nahin bus aankhon se hai jhaankti tumse kabhi mujhse kabhi kuch lafz hai wo maangti jinko pahan ke honthon tak aa jaye wo aawaz ki baahon mein baahein daal ke ithlaye wo lekin ye jo ek baat hai ehsaas hi ehsaas hai khushboo si hai jaise hawa mein … Read more