Mohabbat Shayari with Picture
Kismat pe Naaz hai to wajah teri Mohabbat Khushiya jo Paas hai to wajah teri Mohabbat me tujhse Mohabbat ki talab,kese na karu Chalti jo ye saans hai to wajah teri Mohabbat !!
Kismat pe Naaz hai to wajah teri Mohabbat Khushiya jo Paas hai to wajah teri Mohabbat me tujhse Mohabbat ki talab,kese na karu Chalti jo ye saans hai to wajah teri Mohabbat !!
Baheti Hui Bahaar Ne Peena Sikha Diya Badmast Bar Ne Peena Sikha Diya Peeta Hoon Is Garaj Se Ki Jeena Hai Chaar Din Marne Ke Intezaar Ne Jeena Sikha Diya
Sehni padengi dooriyaan kab tak, Ishq mein dushwaariyaan kab tak. Jism bechain hai, rooh pyaasi hai, Ye be–rahem, betaabiyaan kab tak.
Jo meri zindagi main teri judai hai, Yeah bhi us rab ki khudai hai, Ho ker juda mujh se fir bhi, kyo meri saanso main samayi hai…
Humaari Saanso Mein Ek Aahat Aapki Bhi Hai. Dil Ki Dhadkno Mein Ek Gungunahat Aapki Bhi Hai. Anjaan Hai Aap Shayad Iss Raaz Se. Ki Humaari Hansi Mein Ek Muskrahat Aapki Bhi Hai.
Kaise bataye tumhe, Aur kis tarah yeh, Kitna tumhe hum chahte hai, Saaya bhi tera dikhe, To paas jaake, Usmein simat hum jaate hai…
Sawaal Kuch Bhi Ho Jawaab Tum Hi Ho Raasta Koi Bhi Ho Manzil Tum Hi Ho Dukh Koi Bhi Ho Khushi Tum Hi Ho Gussa Kitna Bhi Ho Pyar Tum Hi Ho kyu ki Tum hi ho ab tum hi ho…
Taras gaye apke deedar ko, Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai, Humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai, Jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
Mohabbat Ki TaaLeem, DiL Ki Kitabon Se Hoti Hai..Kisi Izhar Ki Nahi Mohtaj, Nazron Se Bayan Hoti Hai..
Mujhy Din Dey Apny Khayal Ka. Mujhy Apny Qurb Ki Raat Dey. Merey Hath Main Tu Hath Dey. Tu Umar Bher Mera Sath Dey. ✨ सबसे रोमांटिक लव शायरी जो दिल छू जाए जब प्यार अपने चरम पर होता है, तो हर एहसास खास बन जाता है।हर मुस्कान में खुशी, हर खामोशी में सुकून और … Read more
Tere Bagair Is Zindagi Ki Hame Zarurat Nahi Tere Siwa Hame Kisi Aur Ki Chahat Nahi Tum hi Rahoge Hamesha Mere Dil Mein Kisi Aur Ko Is Dil Mein Aane Ki Ijaazat Nahi..
Dekh kar Mera Naseeb, Aaj Meri Taqdeer bhi Rone Lagi he…. Mere Labo Ke Alfaz sunkar, aaj shayri bhi rone Lagi he… Ishq Me Mera Haal Kuch is tarha se he… Meri Deewangee Dekhkar, Aaj Mohabbat bhi rone Lagi he….
Ho Gayi Shaam Kisi Ke Intezar Mein, Nikal Gayi Kali Raat Usi Ke Intezar Me, Hogi Phir Subah Usi Ke Intezar Me, Mujhe To Pad Gayi Aadat Intezar Ki Intezar Mein..
Kyu Tum Bin Tum Pe Aitbaar Hata Hai. Kyo Ankhey Band Kar Ke Hi Deedar Hota Hai. Kyo Meri Dhadkno Ka Unke DIL Ke Sath Eqraar Hota Hai. Mai Kaise Man Lu Ai Khuda Is Qadar Pyar Hota Hai.
Andhere Ka Ehsas Shaam Se Hota Hai Nashe Ka Ehsas Jaam Se Hota Hai Yun To Hazaaron Gham Hai Is Dunia Me Magar Dard Ka Ehsas Mohabbat Ke Naam Se Hota Hai
Teri Talab Ki Hadh Ne, Aisa Junoon Bakhsha…. Hum Khud Ko Bhool Bethey, Tujhe Yaad Karte Karte….
Assi maut rok rakhi te tera intzaar kita Sajna tere jhuthe laareya da aitbaar kita Assi jaan den lageya ek pal vi na layeya te tussi jaan len lageya vi nakhra hajaar kita
jala dete hain apna hath sholon me, use paane ki khuwahish me… ke shayad wo shakhs aag me raheta he, jiski yad hamen itna jalati he…
Kaafile mein tha par fir bhi tha akela Mehfil mein tha aur tha gum ka mela Rab humare saath hai kuch aisa khel khela Ki jeet ke karib la kar haar ka raasta khola…!!
Nazar usse milau to sharminda na karde Izhar-E-Ishq karu to inkar na karde Meri lash ke pas na bithana use yaaro darr hai wo chhu kar mujhe zinda na karde !!!