Kabhi alfaaz bhul jau

Kabhi alfaaz bhul jau kabhi khayal bhul jaau Tujhe es kadar chahu k apni saans bhul jau Uth kar tere paas se jo main chal doon, Toh jaate huye khud ko tere paas bhul jaau…

Na mohhabat mili na pyar mila

हमें न मोहब्बत मिली न प्यार मिला; हम को जो भी मिला बेवफा यार मिला! अपनी तो बन गई तमाशा ज़िन्दगी; हर कोई अपने मकसद का तलबगार मिला!

Diwali ke deepak jagmagaye apke aangan me

Diwali ke deepak jag-magaye apke aangan me, Saat rang saaje es saal aap ke aangan mein.. Aaya hain yeh tyohaar kushiyan leke….. Har kushi saaje es saal aapke aangan mein. Roshni se ho roshan har lamha aap ka, Har Roshni saaje es saal aapke aangan mein. Dua hum karte hain aap salamat rahe, Har dua … Read more

Hindi Shayari for Diwali

Roshan ho deepak or sara jag jagmagaye Liye sath Sita maiyya ko Ram ji hain aaye Har shehar yun lage mano ayodhya ho Aao har dwar har gali har mod pe hum deep jalaye.

Latest Diwali Shayari 2020

Baag ki baat sirf maali hi samjhe, Phoolo ka dard jhuki daali hi samjhe Duniya walo ne bhi kya reet banayi hai Diye ka dil jale or log use Diwali samjhe

Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai

Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai

Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai Aankho Ki Baatein Dil Ki Chor Hoti Hai Kisi Ne Jab Bhi Pucha Friendship Ka Matlab Hamari Ungli Aapki Aur Hoti Hai Happy Friendship Day

Best WhatsApp Status in Hindi-Part1

Best WhatsApp Status in Hindi

Sometimes the mother-tongue is the best language to convey your message. We have best collection of Hindi WhatsApp status to chose from, including 2 liners and short messages in Hindi.   Itne madhur na ho ki log aapko nigal lein, Itne Katu bhi nahin ki wo aapko ugal dein!   Agar Maaloom Hota Ishq Yun … Read more

Short Status For WhatsApp

Best WhatsApp Status in Hindi

Short Whatsapp status are ideal to start a conversation and a best way to open up. This is a collection of best short n sweet, small and cute status.   My life can be measured in hours I don’t insult people , I just describe them. Love me or hate me I’m still gonna shine. … Read more

Intezaar ki aarzoo ab kho gayi hai.

Intezaar ki aarzoo

Intezaar ki aarzoo ab kho gayi hai. khamoshiyon ki aadat ho gayi hai. Na shikwa raha, na shikayat kisi se. agar hai toh ek mohabbat, jo In tanhaiyon se ho gayi hai …!!

Agar Mai Hadd Se Guzar Jau

Agar Mai Hadd Se Guzar Jau Toh Mujhe Maaf Karna .. Tere Dil Me Utar Jau Toh Mujhe Maaf Karna .. Raat Me Tujhe Dekh Ke Tere Deedar Ki Khatir , Pal Bhar Jo Theher Jau Toh Mujhe Maaf Karna ..