Vo Sakhsh Mere Har Kisse
Vo Sakhsh Mere HarKisse Kahani Mein Aaya, Jo Mera Hissa Hokar BhiMere Hisse Na Aaya…
Vo Sakhsh Mere HarKisse Kahani Mein Aaya, Jo Mera Hissa Hokar BhiMere Hisse Na Aaya…
Sanson Ka Toot JanaTo Dastur Hai Kudrat KaJiss Mode ParApne Badal JayeinUse Mout Kehte Hain
May the beauty of Deepavali seasonFill your home with happiness,And may the coming year,Provide you with all that brings you joy!
May the beauty of Deepavali seasonFill your home with happiness,And may the coming year,Provide you with all that brings you joy!
Diwali is the festival of lights and joy,Let us welcome Lord Rama with rangoli,Diyas and candles Happy Diwali to you and your Family
Zindagi Guzar Jaye Par Dosti Kam Na Ho. Yaad Hame Rakhna Chahe Pas Ham Na Ho. Kayamat Tak Chalta Rhe Ye Pyara Sa Safar. Dua Kre Ki Kabhi Ye Rishta Khatam Na Ho. ज़िन्दगी गुज़र जाए पर दोस्ती कम ना हों।याद हमें रखना चाहें पास हम ना हों।कयामत तक चकता रहे ये प्यारा सा सफर।दुआ … Read more
Ek umar Gustakhiyon ke liye Bhi honi chahiye..Ye kambakht Zindagi toh basAdab aur Lihaaz mein Hi guzar gayi…
Garmi-e-Hasrat-e-Nakaam Se Jal Jaate Hai,Hum Chiragon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hai,Shama Jis Aag Mein Jalti Hai Numaish Ke Liye,Hum Ussi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaate Hai,Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Saath,Jaane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jaate Hai. गर्मी-ए-हसरत-ए-नाकाम से जल जाते हैं,हम चिरागों की तरह शाम … Read more
Phool Khilte Hain Baharon Ka Samaa Hota Hai,Aise Mausam Mein Hi Toh Pyaar Jawaan Hota Hai.Dil Ki Baaton Ko Hothon Se Nahi Kehte,Yeh Fasaana Toh Nigaahon Se Bayaan Hota Hai. फूल खिलते हैं बहारों का समा होता है,ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है,दिल की बातों को होठों से नहीं कहते,ये फ़साना तो … Read more
Nazre Karam Mujh Par Itna Na Kar,Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun. नज़रे करम मुझ पर इतना न कर,की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।
मोहब्बत जब वफ़ा में बदलती है तो जिंदगी संवर जाती है, लेकिन जब वही मोहब्बत बेवफाई में बदल जाए, तो दिल सिर्फ टूटता नहीं — बिखर जाता है। “घायल कर के मुझे उसने पूछा…” यह सिर्फ एक शायरी नहीं, बल्कि उस दर्द की कहानी है जहाँ कोई अपना ही हमें चोट देकर हमारी हालत पूछता … Read more
Khade-Khade Sahil Par Hamne Shaam Kar Di,Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di. खड़े-खड़े साहिल पर हमने शाम कर दी,अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर … Read more
रात के सन्नाटे में उसको आवाज़ देती हूँ, रात तारों से उसकी ही बात करती हूँ, वो आये या ना आये मेरे सपनों में, मैं तो बस उसी का इंतज़ार करती हूँ !! Raat ke sannate mein usko awaaj deti hoon, Raat ko taaron se uski hi baat karti hoon, Wo aaye ya naa aaye … Read more
ना कभी पीते थे ना कभी पिलाते थे,हम तो बस उनकी नज़रों से नज़र मिलाते थे,ना जाने कैसे हम उनसे आँखें मिला बैठे,जो सिर्फ अपनी निगाहों से पिलाते थे Naa kabhi peete the naa pilaate the,Hum to bus nazron se nazar milaate the,Naa jaane kaise hum unse aankhein milaa baithe,Jo sirf apni nigaahon se pilaate … Read more
प्यार मोहब्बत तो सभी करते हैं,दर्द-ए -जुदाई से सभी डरते हैं,हम न तुमसे प्यार करते हैं ना ही मोहब्बत,हम तो बस तुम्हारी एक मुस्कराहट के लिए तरसते हैं। Pyaar mohabbat to sabhi karte hain,Dard-e-judaayi se sabhi darte hain,Hum na tumse pyaar karte hain aur naa hi mohabbat,Hum to bus tumhaari ek muskuraahat paane ke liye … Read more
तुझको लिख पाना नहीं हैं इतना भी आसान,कि इतने सुन्दर तो लब्ज़ ही नहीं है मेरे पास… Tujhko likh paana nahi hain itnaa bhi aasan,Ki itne sundar to labz hi nahi hain mere paas…
अगर आए तुम्हे हिचकियाँ,तो माफ़ करना मुझे,क्योंकि इस दिल को आदत है,तुम्हे याद करने की… Agar aaye tumhe hichkiya,To maaf karna mujhe,Kyonki is dil ko aadat hai,Tumhe yaad karne ki…
Ae Barish Zra Tham Ke BarasJab Mera Dost Aa Jay To Jam Ke BarasPhle Na Baras Ki Wo Aa Na SakeFir Itna Baras Ke Wo Ja Na Sake