होम › Romantic Shayari › Geetoo.N ki ek hassen si maala bana diya

Geetoo.N ki ek hassen si maala bana diya

· · ♡ 64 views
Advertisement
Kal shab kisi ke geet ne aisa maza diya
Sood-o-ziyaan ke fikr ko dil se bhula diya

Jazbaat ban gaye mere sargum ke saat sur
Jazboo.N ko raqs geet ne kerna sikha diya

Advertisement

Kal shab kisi ke geet ne ehsaas ko mere
Geetoo.N ki ek hassen si maala bana diya

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें