होम › Bewafa Shayari › Yaad Kar Ke Mujhe Takleef Hi Hoti Ho…

Yaad Kar Ke Mujhe Takleef Hi Hoti Ho Gi

· · ♡ 27 views
Advertisement

Yaad Kar Ke Mujhe Takleef Hi Hoti Ho Gi,
Eik Qissa Houn Purana Sa Bhula De Mujh Ko.
Doubtey Doubtey Aawaz Teri Sun Jaoun,
Akhri Baar Tu Sahil Se Sada Day Mujh ko.
Main Tere Hijar Mein Chup Chap Na Mar Jaoun Kahein,
Aa Ke Khwabo Main Tu Khud Se Mila De Mujh Ko.

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें