in

Nakaam si koshish kiya karte hain

Nakaam si koshish kiya karte hain,

Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,

Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,

Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain..

Jin siskyon mein aawaz nahi hoti

Unki yaad dil se bhulai nahi jati